Tere khyalo mein ab
Har din dhal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
Tere khyalo mein ab
Har din dhal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
 
Pichli february hum to the ajnabi
Kuch to hogi wajah mile jo hum saahi
Lumbi si saans bhar kar ke
Ankhe kuch mund kar ke
Sochta hoon
Tumse puch loon ya nahi kya
Teri palkon mein bhi
Wo sapna pal riya hain
 
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
Shayar ik mere sehar ka
Yun shagfe chodta hain
Ishq ka nagmon ke tuk bhi
Ba mashkat jodta hain
 
Shayar ik mere sehar ka
Yun shagfe chodta hain
Ishq ka nagmon ke tuk bhi
Ba mashkat jodta hain
Yanha to khud ba khud hi
Dekho kafiya kaise mil riya hain
Hye ta ra ra ra ra ri ra
Pa pa pa pa ri pa
Single chal riya hain
 
Maulwaa ke aasmaan pe
Kisne ki phulkiryan ye
De gaya koi choom kar ke jaise
Umar bhar ki khumariyan ye
Maulwaa ke aasmaan pe
Kisne ki phulkiryan ye
De gaya koi choom kar ke jaise
Umar bhar ki khumariyan ye
 
Ab har taraf hwaa ka mano
Seb fal riya hain
Tere khyalon me ab
Har din dhal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
 
Pichli february hum to the ajnabi
Kuch to hogi wajah mile jo hum saahi
Lumbi si saans bhar kar ke
Ankhe kuch mund kar ke sochta hoon
Sochta hoon
Tumse puch loon main abhi  kya
 
Tu hai ab bhi akeli
Humko khal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
Tere khyalon me ab
Har din dhal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain
 
Single chal riya hain
Single chal riya hain
Na na na nana
Single chal riya hain
Dil mera dil mera
Single chal riya hain