Anjaan dagar anjaan safar
Anjaan humaari raah hai magar
Kya kisse dare koi kyaa karein
Kya kisse dare koi kyaa karein
Dil mein hai aasmaan humaare
Ud ud jaaye hawaako chhuein
Dil mein hai aasmaan humaare
Ud ud jaaye hawaako chhuein
Aise hum anjaan parindey
Aise hum anjaan parindey
 
Na koi shikva kisi se na koi hai gilla
Haar bhi toh jeet ka jashn hai humara
Raah sahin hai magar mushkil hai yeh safar
Ghum mein bhi kahin khushiyan dhundh le tu agar
Kya kisse dare koi kyaa karein
Dil mein hai aasmaan humaare
Ud ud jaaye hawaako chhuein
Aise hum anjaan parindey
Aise hum anjaan parindey