Ishq pitwaye ye ishq ki ada hai
Bach ke rehna zara bach ke
Ishq thukwaye ye ishq ki sada hai
Love mein huye hai sare andhe
 
Ishq pitwaye ye ishq ki ada hai
Ishq thukwaye ye ishq ki sada hai
Ishq dard, ishq dard
Ishq hai beemari
 
Ishq maza, ishq saja ishq hai lachari
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein
 
Ishq ek khubsurt bala
Bachke rehna zara, bachke
Ishq ne har kisi ko chhala
Love mein huye hai saare andhe
Ishq ek khubsurt bala
Ishq ne har kisi ko chhala
Ishq hai dangel, ishq hai jangle
Ishq hai gulsan kanton wala
Ishq hai chumbak, ishq hai deemak
Ishq hai reshan bhola bhala
 
Ishq dua, ishq kua, ishq hi giraye
Ishq rang, ishq jung, ishq hi ladaye
Love ke funday
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein
 
Ishq ujada de sansaar bhi
Bachke rehna zara.. Bachke
Ishq bekwa de ghar-bar bhi
Love mein huye hai saare andhe
Ishq ujada de sansaar bhi
Ishq bekwa de ghar-bar bhi
 
Ishq hai dhanda, ishq hai fanda
Ishq mein uljhan kesi kesi
Ishq mein hasna, ishq mein fasna
Ishq karega ashi teshi
Ishq zehar, ishq shehar, ishq hi veerana
Ishq faza, ishq maza, ishq hi fasana
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein
Pechida hai love ke funday
Love ne mare sabko dandein