Kaarname karne ko dil karta hai
Chalo zara jharna ban giro
Roz subah udane ko dil karta hai
Khidki se zara future aane do
Shoes bina chalne ko dil karta hai
Raste ke pathhar sab hata
Lamp koi ghisne ko dil karta hai
Cheeni ko ab baahar aane do
 
Train ka ab hai time hua manzil kat jaani
Ab hogi non-stop there is no way of stop
Sab kuch ab rhyme hua manzil kat jaani
Ab hogi non-stop there is no way of stop
Rang naye bharne ko dil karta hai
Lets paint a new star and moon
Taaro wala aasman ye khaali lagta hai
Koi naya taara khud bano
Kaarname karne ko dil karta hai
Chalo zara jharna ban giro
Roz subah udane ko dil karta hai
 
Khidki se zara future aane do
Kaarname karne ko dil karta hai
Chalo zara jharna ban giro
Roz subah udane ko dil karta hai
Khidki se zara future aane do
Shoes bina chalne ko dil karta hai
Raste ke pathhar sab hata
Lamp koi ghisne ko dil karta hai
Cheeni ko ab baahar aane do
Train ka ab hai time hua manzil kat jaani
Ab hogi non-stop there is no way of stop
 
Sab kuch ab rhyme hua manzil kat jaani
Ab hogi non-stop there is no way of stop
Rang naye bharne ko dil karta hai
Lets paint a new star and moon
Taaro wala aasman ye khaali lagta hai
Koi naya taara khud bano
Kaarname karne ko dil karta hai
Chalo zara jharna ban giro
Roz subah udane ko dil karta hai
Khidki se zara future aane do