Haazir hai husn
Ishq ki mehfil mein
Aaj phir haazir hai husn
 
Aao yahaan sharifon zara
Tumhein main sharafat bhula doon
Saari sharam mita doge tum
Agar main shararat pila doon
 
Haazir husn khajana saara
Zaahir ishq iraada karun dobara
Jawan hai mohabbat
Samajh lo ishara
Akele akele na hoga guzara
 
Jawan hai mohabbat
Samajh lo ishara
Akele akele na hoga guzara
 
Husn hai pehli manzil
Ishq jo karta hansil
Koi na jaane aage jaana kahaan
 
Rooh ko chuna mushkil
Chu ke bhi kya hai hansil
Roohe do baahon mein na aati yahan
Aakhir gale laga le yaara
Aisa kahan milega tumhein nazara
 
Jawan hai mohabbat
Samajh lo ishara
Akele akele na hoga guzara
Aaj jawan hai mohabbat
Samajh lo ishara
Akele akele na hoga guzara
Aa o Ae o