Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara
Dhoti kurta pehan ke ghoome Dilli ho Agra
Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye to lakhon gir jaayein
Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye to lakhon gir jaayein
 
Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana
 
Sweety tera
Sweety tera drama macha de hungama
Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya
Haan tere hain deewan
Tu maane ya na maane
Arre sun le gujariya balam hoyi gaya
 
Karo ji na halla
Hai dekhe mohalla
Mile kya tamasha dikha ke
Thama do ji palla
Na samjho nithalla
Mujhe pyari bhasha sikha ke
 
Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana
 
Sweety tera
Sweety tera drama macha de hungama
Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya
Haan tere hain deewane
Tu maane ya na maane
Arre sun le gujariya balam hoyi gaya
Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara
Dhoti kurta pehan ke ghoome Dilli ho Agra