Ajnabi kahe ki apna kahe
Ab kya kahe, kya na kahe
Ajnabi kahe ki apna kahe
Ab kya kahe, kya na kahe
Ishare bhi chup hai, zubaan khamosh hai
Sada gum-gum si hai, tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
 
Tu choot kar, kyun choota nahi
Kuch toh juda hai abhi
Main toot kar, kyun toota nahi
Jene mein Hai tu hai kahin
Ishare bhi chup hai, zubaan khamosh hai
Sada gum-gum si hai, tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
 
Hai har ghadi, woh tishnagi,
Jo ek pal bhi, na bujhi
Hai zindagi chalti huyi,
Par ye zindagi hi nahi
Ishare bhi chup hai, zubaan khamosh hai
Sada gum-gum si hai, tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re