Sau aansoo roye do akhiyan
Sau aansoo roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan
 
Sau aansoo roye do akhiyan
Sau aansoo roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan
Wo ankhiyan.. o..
 
Jaane waala jaane nahi
Jaane se uske jaan gayi
Aate jaate phir woh dikhe
Palkon ne chhane mod kayi
 
Guzra huaa pal guzra nahi
Uska laga rang utra nahi
Honthon se chhuti nahi gaye saajan ki batiyan
 
Sau aansu roye do akhiyan
Sau aansu roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan