Badla nahi hain kuch bhi
Yunhi khamakha
Koi toh hai wajah suno
Thehri hoon main toh
Chalta jaaye rasta
Jaadu hai har jagah suno
 
Tu jo mere saath hai
Pal pal nayi baat hai
Khwabon mein hai tu mere
Ya sach mein hai saamne chehra tera
Jise kehte pyar hai
Hua tumse yaar hai
Hmm jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
 
Kyun mere sar pe
Lag pada udne
Ye patangon sa aasmaan
Inn hawaaon mein
Hai ishq tera
Mehsoos maine kar liya
 
Aane se tere
Dhadke hai dil yeh mere
Yaadon main bhi, saans hai
Haan aisi thi zindagi pehle kahan
 
Jisey kehte pyaar hai
Huaa tumse yaar hai
Ho ho jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
 
Yeh sabhi mausam ho rahe apne
Kal talak thhe jo ajnabi
Yeh safar yunhi le chala aage
Piche ab raahein na rahi
Saari khwahishein
Dil ki yeh farmaishein
Tune suni iss tarah
Koi duaa jis tarah sunle Khuda
 
Jise kehte pyaar hain
Hua tumse yaar hai
Hmm jise kehte pyar hai
Huaa tumse yaar hai
Wo jise kehte pyar hai
Hua tumse yaar hai