Shaadi ho, puja ho ya koi jalsa
Har dam jo rehti maujood
Neta ho, mantri ho ya koi daku
Hai jis-se sabhi ka wajood
Sher sa kaleja ho seene mein jiske
Paas thodi si barood

 

Hey..chalta hai duniya mein ab jiska sikka
Woh to hai sala bandook
Iski naal bemisaal
Ugle hai pal mein kaal
Isko kare jo sawaal
Kaun hai woh maa ka laal
Maa ka laal, maa ka laal
Maa ka laal
Iski fati, uski fati
Fat ke ho gayi sabki
Sandook..

 

Thhayen-thhayen, thhayen-thhayen
Thhayen-thhayen marata hai
Sabko hi yeh pata
Jaat paat sabka masla
Suljhaaye yeh bala
Na rang dekhe roop dekhe
Sab pe hai nishana taane
Thhayen-thhayen marata hai
Sabko hi yeh pata

 

Iski naal bemisaal
Ugle hai pal mein kaal
Isko kare jo sawaal
Kaun hai woh maa ka..ka..
Maa ka..maa ka..maa ka..
Iski fati, uski fati
Fat ke ho gayi sabki

 

Hey..
Chalta hai duniya mein ab jiska sikka
Woh to hai sala bandook
Bandook….