Mohe balam, mohe balam
Mohe balam, mohe balam
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Mohe balam, mohe balam

 

Lakh bachaai kori chunaria
Lakh bachaai kori chunaria
Aisi uljhi unse najaria
Aisi uljhi unse najaria
Najaria..najaria..najaria

 

Bidiya kajal, bijuria badal
Bidiya kajal, bijuria badal
Chhan-chhan chhanke
Baanwari payal
Chhan chhan chhanke
Baanwari payal

 

Mohe balam, mohe balam
Mohe balam, mohe balam
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Mohe balam, mohe balam

 

Preet ki raina le gaye chaina
Preet ki raina le gaye chaina
Bairi tujhko bhi neend na aaye
Bairi tujhko bhi neend na aaye

 

Mohe balam, mohe balam
Mohe balam, mohe balam
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Kaahe sataaye, kaahe rijhaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Naino ke panghat chhalak na jaaye
Mohe balam, mohe balam
Mohe balam, mohe balam…

Aa…
Ha…ha..