Mill jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main
 
Dil ki sadaa.. sunle zara bekhabar
Sajde dil karta hai tuje salamiyaan
Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyan
Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyan
 
Mill jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main
 
Dil ki sadaa.. sunle zara bekhabar
Sajde dil karta hai.. tuje salamiyaan
Arziyaan, arziyaan
Sunle dil ki arziyan
Arziyaan, arziyaan
Sunle dil ki arziyan