Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchane lagte ho kyun
Tum ghehri neendon mein
Jab soye soye ho
Toh mujh mein jaagte ho kyun
Jab tujh ko pata hai dil muskurata hai
Kya tujhse hai vasta
Kya tujh mein dhoondon mein
Kya tujhse chahu main
Kya kya hai tujh mein mera
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya
 
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujhse mera
Rishta hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Tujhse taalluk jo nahi kuch mera
Kyun tu lage hai apana saa
Dekhu jo tujhko ik nazar jaaye bhar
Mujhme hai mera jo khala
Zindagi me khushi tere aane se hai
Warna jeene mein gham, har bahane se hai
Hai yeh alag baat hai hum mile aaj hai
Dil tujhe jaanata ik zamaane se hai
 
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujhse mera
Rishta hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Aankhon ne aankhon se kahi, dasta
Tumko bana ke rajuda
Baahon mein jannat aa rahi, khushnumaa
 
Tum jo hue ho mehraban
Jism se jism ka
Kyun utaruf hua
Ho gaye hum sanam
Ruh tak asina
Aa ek zara jo chale
Do kadam saath mein
Mil gaya hai hume
Zindagi..ka pata
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya
 
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujhse mera
Rista hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchane lagte ho kyun
 
Tum ghehri neendon mein
Jab soye soye ho
Toh mujh mein jaagte ho kyun
Jab tujh ko pata hai dil muskurata hai
Kya tujhse hai vasta
Kya tujh mein dhoondon mein
Kya tujhse chahu main
Kya kya hai tujh mein mera
Jaanu na main
 
Tujh mein mera
Hissa hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujhse mera
Rishta hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga