Sarry pinjar gali roohy sawaar de
Zara chamke ary baras aye abr-e-karam
Itna baras tu ke hawaon mein fizaon mein
Ghataon mein khaak ke
Zary zary mein pheela jo
Ye dhul jaye kuch tham jaye
 
De rahe sadaaen galiyan aur chaubary
De rahe sadaaen galiyan aur chaubary
Gham ka fasaana ham kab tak sunaen jayen
Ik naya daur numaya ho
Khushiyon mein samaya ho
Ik naya daur numaya ho..
 
Itna baras tu ke hawaon mein fizaon mein
Ghataon mein khaak ke
Zary zary mein pheela jo
Ye dhul jaye kuch tham jaye