Hum zahar se bhare
Hun bicchhuon mein paley
Arey tu humein
Kaatne ki..Saza payega
Arrey aabroo ki kasam
Cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa
Dum kate saanp sa
Bil bila jayega
Dum kate saanp sa
Bil bila jayega
 
Aabroo ke jane
Draupadi ki kasam
Kauravon ki
Sabha mein jo aa jayega
Arrey dushaasan hain hum
Kheench lenge tujhey
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
 
Choli lehanga pehan ke kahan jaayega
Choli lehanga pehan ke kahan jaayega
Choli lehanga pehan ke kahan jaayega
Jo har ik chhed mein goliyan jo padi
Jo har ik chhed mein goliyan jo padi
Toh har ik chhed bansi baaja jayega
Toh har ik chhed bansi baaja jayega
Chhedo..Chhedo chhedo..Chhedo
Chhedo..Chhedo
 
Oh chhedon key khuda meri sun to zara
Beech baazaar mein tu toh aa jayega
Le aa gaya beech bazaar mein ab bol
Toh ruk
Sandh ban ke nache
Sandh ban ke nache-ga
Sarey aam tu
Bhaand ban ke muhaley mein chaa jayega
Bhaand ban ke muhaley mein chaa jayega
Bhaand ban ke muhaley mein chaa jayega
 
Hum to duryodhan ke poot
Saath mein raavan ke chele
Hum to bhari-putna
Surpanakha ki godon mein khele
Hum to aise hain
Chandal cheer ke
Kutta khate hain
Hum to aise teer-andaj
Aadmi ain chabate hain
Hum to shakuni hain
 
Hum kansraj hain
Kulta shulta neech
Hum toh narbhakshi hain
Gaay bhains ka
Chara khaan ley kheench
Arey hum maar tamancha
Bail pe nikley
Bail bech aaye
Hum to kirkit ka balla
Chodo hum khel bech aaye
Haaji maula
Haaji maula
Haaji maula
Haaji maula