Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda
Jo ho gaya juda…
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah
 
Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Kyun tere bin rehta hai din
Mujhse yun rootha huaa
Kyun saari raat, mujhko ye chaand
Lagta hai toota huaa
Na meri ye zameen, na mera aasmaan
Deewane se tere, kya ho gayi khata
 
Sulgi huyi saanse meri
Maange jo tujhse hawaa
Deedar de ya waar de
Dede na dil ko dawa
Na tujhse mila, na tujhse mita
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda
Jo ho gaya juda…
Ho jaunga tabah
Ho jaunga tabah
Ho jaunga tabah