Khoon kharaba tabahi inki hai pahchan
Inki is fitrat se ghin bhi hai hairan
Kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
Puchh raha wo khuda kaun hai ye anjan
 
Kisne inhe banaya kya hai ye insan
Kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
Aurto aur bacho se majhab ko kya khatra hai
Masumo ko jat dharam se kya kuch lena dena hai
Kya kuch lena dena hai
 
Puch raha wo khuda kaun hai ye anjan
Kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
Chir diya dil shero ka raksh dikhaya darindgi ka
Hosh me bhi behosh hai ye
Kaisa sabak hai ye bandagi ka
Kaisa sabak hai ye bandagi ka
 
Puchh raha wo khuda kaun hai ye anjan
Kisne inhe banaya kya hai ye insan
Khun kharaba tabahi inki hai pahchan
Inki is fitrat se ghin bhi hai hairan
Kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
Puchh raha wo khuda sach me ye insan
Sach mein hai ye insan
Kya sach mein hai ye insan