Ch ch..chikni teri chaal hai
	Maana teri adaa kamaal hai
	Par phenko na mujhpe ye jaal asha
	Ho jeena marna teri raah mein
	Chhodun sab main teri chaah mein
	Din raat tera khayaal asha
	Ho..asha asha
	Maano teri adaa mein hai nasha sa
	 
	Oo..par asha shadi karne se me darun zara sa
	Jo teri mummy ne ghera tang kiya
	Toh tabhi ye jaake mera mann kiya
	Ishq karun to karun teen chaar ashaKahaan gaye thhe kiske saath thhe
	Soye kaha jumme ki raat thhe
	Ho zara dekho toh apne sawaal asha
	Ho..asha..asha..
	Maana teri adaa mein hai nasha sa
	 
	Ooo..par asha..asha
	Shaadi karne se main darun zara sa
	Chhoti baaton pe ladti ho
	Mere peeche kyun padti ho
	Jo mujhpe marti ho
	Toh zinda rehne do naa..
	Woah..asha
	Maana teri adaa mein hai nasha sa
	 
	Ho…asha
	Shaadi karne se main darun zara sa
	Na na..nikle jaan hai meri
	Kaise dekhun shakal tere daddy ki
	Unse behas bekaar asha
	Jo teri aapi ne mujhse flirt kiya
	Tu boli maine hai tujhko hurt kiya
	Kyun senti tum ho jaati ho baar baar asha
	Ow..meri asha
	 
	Maana teri adaa mein hai nasha sa
	Hooo….par asha..asha..
	Shaadi karne se main darun zara sa
	Ho..asha..asha..
	Maana teri adaa mein hai nasha sa ho o o..
	Ho ho..asha
	Ladka abhi hoon main jawaan sa
	Bhari jawaani mein karne de mazaa sa..