Pighla de zanjeerein
Bana unki shamsheerein
Kar har maidaan fateh o bandeya
Kar har maidaan fateh
 
Ghayal parinda hai tu
Dikhla de zinda hai tu
Baaqi hai tujhme hausla
Tere junoon ke aage
Ambar panaahe maange
Kar daale tu jo faisla
Roothi taqdeerein toh kya
Tooti shamsheerein toh kya
Tooti shamsheeron se hi ho
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh
 
In gardishon ke baadalon pe chadh ke
Waqt ka girabaan pakad ke
Puchna hai jeet ka pata
Jeet ka pata
 
Inn mutthiyon mein chand taare bhar ke
Aasmaan ki hadh se guzar ke
Ho ja tu bheed se juda
Bheed se juda
Bheed se juda
 
Kehne ko zarra hai tu
Loha ka charra hai tu
Tooti shamsheeron se hi ho
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Teri koshishein hi kaamyaab hongi
Jab teri ye zidd aag hogi
Phoonk de na-umeediyan na-umeediyan
 
Tere piche piche raaste ye chal ke
Baahon ke nishaanon mein dhal ke
Dhoondh lenge apna aashiyan
Apna aashiyan apna aashiyan
 
Lamhon se aankh mila ke
Rakh de jee jaan lada ke
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidan har maidaan
Har maidaan har maidaan
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh o bandeya
Har maidaan fateh
 
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidaan fateh