Namaste behno aur bhaiyon
Bade hi kam shabdo mein
Aapko sunaana chata hu
Uss saal ka lokpriye geet, yeh!
 
Tu premi (yeah!)
Main premi (control)
Tu raazi (wait a minute)
Main raazi (uh ho!)
Tu.. aa ha!
Main.. aa ha!
Tu.. aa ha!
 
Salaam le jata huaa, udan khatola
Aur been bajati hui naagin!
Tu premi (aa ha!)
Main premi (aa ha!)
Tu raazi (aa ha!)
Main raazi
 
Phir kya Daddy kya Amma
Ek bas tu hi pyaar ke kaabil
Saara jahaan hai nikamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Been bajati hui naagin
 
Yo!
Wo badal gaya!
Rakhun na baby koi bhi shanka
Apne pyaar ka baja doon danka
Tere mere beech mein jo koi bhi aaya
Uski laga doon lanka
Chhod chhad ke duniyadari
Bas tere piche pad gaya main
Sapno mein toh already
Ghodi-vodi chadh gaya main
 
Mujhko baby lucky kar
Baat humari pakki kar
Itna kya soche mujhe haan bol ke
Kaam tu nakki kar
 
Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki
Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki
Jale jo usko aur jalaao
Naacho chhamma chham chhamma
 
Tamma tamma
Tamma tamma
Upar chadhe ya neeche utrein
3.. 2.. 1.. kill it!
Loge… tamma tamma loge tamma
 
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma