Jab tak tujhe pyar se
Beinteha main bhar na doon
Jab tak main duaaoon sa
Sau dafa tujhe padh na loon
 
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere saath tum raho
Jaane ki baat na karo
Wo
 
Tum aa gaye baazuon mein mere
Sau savere liye
Sau savere liye
 
Haan baadalon se utaara gaya
Tumko mere liye
Sirf mere liye
 
Jab tak meri ungliyan
Tere baalon se kuch keh na le
Jab tak teri lehar mein
Khwahishein meri beh na le
 
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo
Wo