O
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Rootha hai rabb
Chhoota mazhab
Chhoota hai yeh jag saara
 
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko paaya
Hmm mmm
 
Mere pyaar ko na samajhiye ghalat aa
Mere pyaar ko na samajhiye ghalat
Inn nigahon ka teri hi toh qaayal hoon main
Umrr bhar main tujhe
Umrr bharr main tujhe dekhta hi rahoon
Iss khata ki har saza manzoor hai
 
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Rootha hai rabb
Chhoota mazhab
Chhoota hai yeh jag saara
 
Aa
Tu dariya toh main ishq hoon
Kuch der mujhsa ban ke toh dekh
Kaun kitna gehra hai
Mujhme zara zara doob ke toh dekh
Aa
Kho diya hai