Sun balam tori, sun balam tori
Ankhiyaan kare batiyaan, ankhiyaan kare batiyaan
Sun balam tori, sun balam tori
Ankhiyaan kare batiyaan, ankhiyaan kare batiyaan
Baawri samjhe, baawri samjhe hain
Mohe chhede, chhede, ye toh sakhiyaan
Ankhiyaan kare batiyaan
 
Laaj ke maare, maare mar jaaun
Mann hi mann toh se raas rachaaun
Ek pal moh se nain ladaye
Dppje pal dekho, nain churaaye
Aisa khel khele, haan khele, ye toh sakhiyaan
Ankhiyaan kare batiyaan
Sun balam, sun balam
Tori ankhiyaan, tori batiyaan
 
Sone sajanwa, main balihaari
Dekh teri, surat matwaari
Aa.. sone sajanwa, main balihaari
Sone sajanwa, main balihaari
Baawri kar de, mohe chhede
Haan chhede, ye toh sakhiyaan
Ankhiyaan kare batiyaan
Sun balam, (balam) sun balam, sun balam (balam)