Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Uu..hu..uu
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
 
Kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe
Jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta
Dum taram taram taram ta
Chaha ki kami mein tu hai
Aankh ki nami mein tu hai
Aansu mein tu pyaas mein tu
Saans mein tu
 
Bewaja hasi mein tu hai
Jo dhike ussi mein tu hai
Ishq mein tu rashq mein tu
Jaan mein tu
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
 
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
Kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe
Jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta
Dum taram taram taram ta
 
Zeast ki sacchayiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se
Tu guzar zara
Zeast ki sacchayiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se
Tu guzar zara
Dum taram taram taram ta
Dum taram taram taram ta