Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuaan hai dhuaan..
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan
Sawaalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan..
 
Uljhi yeh na suljhi aur uljhi dastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye naa suljhi aur uljhi daastan hai
Jiski naa ho manzil ek aisa rasta hai
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan
Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan…
 
Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan
Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma..
Nazar ye kisko dhoondati
Dhuan hai dhuan…O….