Aye tumse mili toh pyar ka
Seekha hai ka kha ga gha
Aye! Samjhao na, kyun pyar ka
Ulta hai ka kha ga gha
Kyun jo dard de
Tadpaye bhi
Lagta hai pyara woh hi
Kyun toote yeh dil
Dehlaaye dil kabhi
 
Tairne ki jo
Koshishein kare kaahe doob jaata hai
Sab bhula ke jo
Doob jaaye kyun woh tair paata hai
Woo joh har khel mein
Jeeta yahan, dilbar se hara wohi
Kyun, toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi
 
Aye! Tumse mili toh pyar ka
Seekha hai ka kha ga gha
Aye! Samjhao na
Kyun pyar ka
Ulta hai ka kha ga gha
Hey tarap! Tara pa
Hey tarap tara pa pa pa pa pa hey
 
Dhat teri
Iski hai saza kubool ho jise
Yahan wohi wohi bari hua hai
Ispe jo mukadmaa kare
Aji wahi wahi mara hai
Batao kyun, is jail se
Bhaaga hai jo
Dobara lauta woh bhi
Kyun toote yeh dil
Ddehlaaye dil kabhi
 
Aye! Tumse mili toh pyar ka
Seekha hai ka kha ga gha
Aye! Samjhao na, kyun pyar ka
Ulta hai ka kha ga gha