Haath mein raat yeh baaki hai
Baat napak wafa ki hai
Sandli si purvai saath hai
Ho tu hai naakam mohabbat mein
Main jalun pyaar ki shiddat mein
Dhundhli si ruswayi saath hai
 
Kaam tu aaja mere
Soch na yaar savere
Chhod doongi main ghar pe
Karna hai kyun gham
 
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dama dam dam
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dama dam dam
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dikha dum kham
Husn parcham
 
Bang like a drum work my body
Aaj raat I’m incharge
So dance to my beat
Dhin-tak-dhin do it slowly
One night only
 
Cause I’m feeling hot
Tequila no chase aa
Oh on your lips you like my tevar
Aaj raat ko lagega
Give me the uh huh imma call you later
 
Hey dil-phenk iradon mein
Ab teri swadon mein
Kabhi meethi zubaan bhi
Khaari hoti hai re
 
Tu meri zaroorat hai
Yeh meri mohabbat hai
Jo tere liye hi jaari hoti hai re
Loot ke yaar khazana
Laut ke ghar aa jana
Aashiqon mein ho aashiq
Banke sitara tum
 
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dama dam dam
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dama dam dam
Husn parcham husn parcham
Lehraya yaar dikha dam kham
Husn parcham