Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiya
Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiya
Puche hain tohe saari guiyan
Kahan hai Badri ki dulhania, dulhania
 
Kurti pe teri malun gulaal
Rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baal
Aaja rang doon dono gaal
Are sa ra ra ra
Are sa ra ra ra
Kabira sa ra ra ra
 
Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke, re!
Aye
UP mein din dahade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re!
 
Are are
Tujhpe tiki hai meri naughty nazariya
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
 
Munia re munia
Badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania
Holi hai
Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angreji mein khit pit madam ri
Bura na maano holi hai
 
Rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
 
Are sa ra ra ra
Kabira sa ra ra ra
Ho..rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
 
Haaye main mar gayi
Suli pe chadh gayi
No no no kehna tha
Lekin haan kar gayi
 
Dil tujhko send main toh kar gayi re
Main Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge ho Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge ho Badri ki dulhania
 
Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke, re!
Aye
UP mein din dahaade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re!
Aye..are re re
Tujhpe tiki hai meri naughty nazariya..haye!
 
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
 
Munia re munia
Badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania