Ho..sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main
Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun
Hoon piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
Toh khari main khari main…
 
Ho..sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun re
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri
 
Tar jaaun tar tar jaaun
Dariya ye tar jaaun jee
Ishq ye paake main tera
Nikhar jaaun ri…
 
Piya bas teri main
Ho..chhu le toh khari main
Toh khari main khari main…
Ho..sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan