Ek khwaab ne aakhein kholi hai,
Kya mod aaya hai kahaani mein,
Woh bheeg rahi hai baarish mein,
Aur aag lagi hai paani mein
 
Rabb labba paapiyaanu jina change kaamna change lagde
O keevein pind kajiye, aasee chol pakivi nang lagde
Ho zindagi yoon gale aa lagi hai, aa lagi hai
Koyi khoya huya barson ke baad aa gaya
O pheeke pheeke the din raat mere, saath mere
Chuya tune toh jeene ka swaad aa gaya
 
Ek tarah ke aawara the, ek tarah ki aawargi
Deewane toh pehle bhi the, ab aur tarah ki deewangi
Sajde bichawan mein, gali gali, o gali gali, o gali gali
Jis sehar ‘ch mera yaar basda
Kamana painda ae, khanke, ho khanke,
Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda
 
Ek khwaab ne aakhein kholi hai,
Kya mod aaya hai kahaani mein,
Woh bheeg rahi hai baarish mein,
Aur aag lagi hai paani mein
Khwaabi khwaabi si lagti hai duniya
Aankhon mein yeh kya bhar raha hai
 
Marne ki aadat lagi thi, kyun jeene ko jee kar raha hai
Pehle toh begaani nagri mein, hum ko kisine poocha na tha
Saara sehar jab maan gaya toh, lagta hai kyun koyi rootha na tha
Sajde bichawan mein, o gali gali, o gali gali, gali gali
Jis sehar ‘ch mera yaar basda
Kamana painda ae, ho khanke, ho khanke,
Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda
 
Ho zindagi yoon gale aa lagi hai, aa lagi hai
Koyi khoya huya barson ke baad aa gaya
Ek tarah ke aawara the, ek tarah ki aawargi
Deewane toh pehle bhi the, ab aur tarah ki deewangi
Sajde bichawan mein, (sajde bichawan mein)
o gali gali, o gali gali, o gali gali
 
Jis sehar ‘ch mera yaar basda
Kamana painda ae, ho khanke (o khanke), ho khanke (o khanke)
Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda
Sajde bichawan mein, o gali gali, o gali gali, gali gali
Jis sehar ‘ch mera yaar basda
Kamana painda ae, ho khanke, ho khanke,
Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda