Teri ammi, meri mummy
Tere abbu, mere daddy
Teri mausi, meri khala
Tera brother, mera saala
 
Ishq mein saare ilzaam hai sache
Maine soch liya hai jo naam hai achhe
Do saal mein honge tere bache mere bache
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah aah aah
 
Haan main toh har shaam tera wait karungi
Tujhe picture ke liye late karungi
Iss tarah sari umar date karungi
Meri jaan taiy hai yehi ki kiya kiya kiya
Yaaron ki partiyon ko chhod aaunga
Meri har ex ka dil tod aaunga
Teri kurti ke button jod launga
Meri jaan taiy maine bhi kiya kiya kiya
 
Ek do baaki ab kaam hai ache
Chal tu bhi soch le jo naam hai ache
Do saal mein honge tere bache mere bache
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah aah aah