Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Doori aaj door kar do
Todo mujhko aaj choor kar do
 
Mujh mein aaj khud ko bhar dona bhardo na
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Yeh teri meri raat hay
Yeh samma bhi toh saath hay
Tu neend kharab kar
Phir pura har khawab kar
In julfon ki saath uljho
Mere dil ki baat samjho
 
Mujh mai aaj khud ko bhardo bhardo na
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Sunn seene mein jo shor hay
Ye chahtoin ka zor hay
Aaa tujhko main pyaar doon
 
Pal tujh mein guzzar doon
Aankhoein pe yeh aankhein rakh do
Saason pai ye saansein rakh do
Mujh mai aaj khud ko bhardo..bhardo
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein jaanam