Hmmm tum se hi jeete rahe hmmm
Hmmm tum pe hi marte rahe
Jab tak hai jaan
Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehna tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan
 
Haa haan
Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde me
Jab tak hai jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi me
Saanson ki garmi mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde me
Jab tak hai jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi me
Saanson ki garmi mein
 
Jab tak hai jab tak hai jaan
Tumse do lafzon mein lafzon mein
Tumse yeh kehna tha kehna tha
Tumse hi mohabbat thi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan…jaan
Raatein jaagenge raaton me
Teri bemani baaton mein
 
Jab tak hai jab tak hai jaan
Kori kori shaamon mein
Gungunaaye kaano mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
Raatein jaagenge raaton me
Teri bemani baaton mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
Kori kori shaamon mein
Gungunaaye kaano mein
Jab tak hai jab tak hai jaan