Hey humko samjahan
Kyon ghumein tu akela
Hey zara batlana
Kyun jaage hone ko sawera
Hai yeh aankhon mein namee kaisi
Kyun na dil sambhalta
Hai yeh baaton mein kamee kaisi
Jazbon mein sannata
Hey heyy zara batlana
Kya tu pareshan bawalon se
Mushkil hia chhupana
Hey zara kehlana
Jo seene mein chhupaya
Hey zara sambhal jaa
Nikla tu akela kya tu gira sawalon se
Mushkil hai nikalna
Kyun na samjhe isharon ko
Jo aise sulagta hey yeh zara samjhana
Hai yeh aankhon mein namee kaisi
Jazbon mein sannata
Apne hi andaaz mein
Dil ki baatein kyun na kiya karein