Mann ye khali khali sa lage
Bujhtay dam sa
Subha chahye jitna bhi marham rakhy
Rehta kam sa
Chalne ke siwa kiya karen
Zindagi ka kia karein
 
Chalne ke siwa kiya karen
Zindagi ka kya karein
Bachpan mein sau baar ham ne suna
Bhooli si duniya
Jana jo seene ke paar hui
Goli si duniya..