Tu Jo Keh De Agar To
Main Jeena Chhod Doon
Bin Soche Ek Pal,
Saans Lena Chhod Doon
Tu Jo Keh De Agar To
Main Jeena Chhod Doon
Bin Soche Ek Pal,
Saans Lena Chhod Doon
Naa Rahun, Naa Jeeun
Koi Lamha Tere Bin
Zindagi Hai Thami
Tujh Mein Hi Kahin
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
 
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Main Tera Aks Hoon
Tu Jahaan Main Wahin
Main Fanaa Hoke Bhi
Jeeunga Tujh Mein Hi
Khud Se Hi Hoon Judaa
Jaanta Hai Khuda
Tu Hi Tu Har Jagah
 
Main Yahaan Main Na Raha
Tu Duaa Hai Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Tu Duaa Hai Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Tu Duaa Hai Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Tu Duaa Hai Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Kya Huaa, Kis Liye
Faasley Darmiyaan
Ye Bataa Ho Gayaa
 
Mujhse Kya Aisa Gunaah
Dard Kyun Hai Miley
Aise Ye Silsile
Aankhein Num Kyun Hui
Kyun Bhala Ye Berukhi
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua