Palke jiyen kaise aankhon bina
Mumkin hai yeh kya ho mere Khuda
Kyu saans lun yunhi bas bewajah
Riha kar mujhe mere dardon se zara
Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marke bhi zinda rahe aashiqui
 
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
 
Tu nahi to lag rahe hai
Raat jaise din
Aankhon ke mausam hai bheege
Aaj tere bin
Tu judaa toh ruk gayi hain
Seene mein saanse kahin
Hathon se bichdi lakeere
Keh rahi hain bas yahin
Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marke bhi zinda rahe aashiqui
 
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
 
Yaad teri mil rahin hai
Mujhko har ik mod pe
Dil ko dhadkan dheere dheere
Ja rahi hai chhod ke
Tujhko phir se kar lun haasil
Hai yeh khwaahish akhiri
Na mile toh main khuda ki
Chod dunga bandagi
Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marke bhi zinda rahe aashiqui
 
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi
Junooniyat hai yehi