Teri meri ankahi dastan
Keh gawaa hai ye zameen aasmaan
Teri meri ankahi dastan
Keh gawaa hai ye zameen aasmaan
 
Teri aankhon mein likhi, jo shayari
Kaise karoon main bayaan....Ho..
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
 
Tera mera, rishta purana
Janmon janmon se aana jaana
Banke mann ka meet re
Meet re..meet re..
Tera mera, rishta purana
Janmon janmon se aana jaana
Banke mann ka meet re
 
Jab ye nahi the, chaand sitaare
Na thi nadiyaan, sagar kinaare
Tab se apni preet re
Tab se apni preet re
Aasmaan bhi karta hai
Aasmaan bhi karta hai
Afsaana bayaan, tere mere ishq ka
 
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tere bina, kaisa ye jeena
Dil se bandhi hai, dor teri
Saanson mein meri saans re
Saans re..saans re
 
Tere bina, kaisa ye jeena
Dil se bandhi hai, dor teri
Saanson mein meri saans re
Tum zindagi ho, tum bandagi ho
Dard bhi tum ho, tum hi dawa ho
Tum hi dil pyaas re
Tum hi dil pyaas re
 
Jo tu keh yaara
Jo tu keh yaara
Ye waada raha, honge hum
Ek pal mein fanaa
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Tu meri kahani, main teri zubaan
Zubaan