Ho..O..
Hoye Re..Hoye Re
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
 
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ki Tune Aisa Kya Kiya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
 
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Pata Nahi Tha, Pyaar Mein Itna
Meetha Dard Hota Hai
Tumko Leke Kabhi Kabhi
Dil Bachcha Banke Rota Hai
 
Pata Nahi Tha, Pyaar Mein Itna
Meetha Dard Hota Hai
Tumko Leke Kabhi Kabhi
Dil Bachcha Banke Rota Hai
Teri Pehli Nazar Hame
Khud Se Juda Kiya
Teri Pehli Nazar Hame
Khud Se Juda Kiya
 
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ki Tune Aisa Kya Kiya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
 
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Kaise Sambhaale Nadaan Dil Ko
Jo Tere Liye Dhadak Uttha
Na Maane, Main Kya Karoon Haaye
Kaise Dilaasa Doon Jootha
 
Kaise Sambhaale Nadaan Dil Ko
Jo Tere Liye Dhadak Uttha
Na Maane, Main Kya Karoon Haaye
Kaise Dilaasa Doon Jootha
Teri Pyaari Si Moorat Ko
Dil Mein Basa Liya
Teri Pyaari Si Moorat Ko
Dil Mein Basa Liya
 
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ho Mann Bhatke Teri Yaad Baar Baar
Ki Tune Aisa Kya Kiya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya
Teri Masumiyat Ne Hame
Banjara Bana Diya