Kahin chaku chala ha, kahin goli chali
Kahin bigde laundon ki toli chali
Kahin chaku chala ha, kahin goli chali
Kahin bigde laundon ki toli chali
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Aaye haye jaan bachi hai
Aaye haye haye jaan bachi hai
 
Mere ghagra ke, mere ghaghare ke
Mere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye ghamasaan machi hai
Mere ghaghare ke liye ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye ghamasaan machi hai
Ghagra, tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagra, tera ghagra, tera ghaghara, tera ghagra
Aye hey chal hat!
 
Aashiq deewane kaise kaise
Toone hain ghagare mein faanse
Aankhon se toone pila di
Warna reh jaate hum to pyase
Ghagra, tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagra, tera ghagra, tera ghaghara, tera ghagra
Mera ghagara, mera ghaghara, mera ghagara
Kya mohalla, kya baazar
Sab hain mere peechhe yaar
Hai rangila boote-dar mera ghagra
Munshi, neta, thanedar sab hain mere daavedar
Hai sajeela sarkar mera ghaghara
 
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Mere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye ghamasaan machi hai
Tere ghaghare ke liye ghamasaan machi hai
Tere ghagare ke liye ghamasaan machi hai
Lipte rahenge tere tan se
Tu hamko ghaghara bana le
Chahenge tujhko poore man se
Angiya ke beech mein chhupa le
Ghagra, tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagara, tera ghagra, tera ghaghara, tera ghagra
 
Rehti hai behisab teri neeyat hai kharab
Aayega na tere hath mera ghaghara
Yoon na aage peeche dol hai yeh ghagra hai anmol
Re maanega na baat mera ghagra