Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai
Hasna rona tujhse hi
Mera hona tujhse hi
Yeh tay hai, yeh tay hai
 
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa, ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa, ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
 
Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai
Tu naseebon sa mere hathon pe
Shuru se likha hai
Mera haq hai tu aasmano se
Mujhe jo ataa hai
Tere kadmon pe jahan rakh doon main
Kabhi jo kahe tu
Koi shaq ho toh aazma lena
Kisi din mujhe
 
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai