Tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O karam khudaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe mar ke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yara
Khush rang bahara
Main tera ho jaun
Jo tu karde ishaara
 
Kahin kisi bhi galli mein jaun main
Teri khushboo se takraun main
Har raat jo aata hai mujhe
Wo khwab tu
Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujhmein noor hai
Main hoon sonam sa ek aasma
Mehtaab tu
O karam khudaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe mar ke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
 
O tere sang yaar
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yara
Khush rang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena gavara
 
Maine chode hain baaki saare raste
Bas aaya hoon tere pass re
Merei ankhon mein tera naam hai
Pehchan le
Sab kuch mere liye tere baad hai
Sau baaton ki ek baat hai
Main na jaunga kabhi tujhe chod ke
Ye jaan le
 
O karam khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe mar ke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara