Jab tak hamari zarurat rahi
Mohabbat tabhi tak mohabbat rahi
Jab tak hamari zarurat rahi
Inayat tabhi tak inayat rahi
Milo tum ho akhir tum anjan ho
Na chaahat rahi na muravvat rahi
 
Tanhaiyaan haan
Toone kyun di hain bewajah re
Ruswaiyaan haan
Toone kyun di hain bewajah re
Behchaniyaan
Tune kyun di hain bewajah re
Khamoshiyaan
Tune kyun di hain bewajah re
 
Unn raaton ko main bataunga kya
Jin raaton mein tu meri bahon mein tha
Unn shaamon ko main samjhaunga kya
Jin shaamon mein tu mujhe milta raha
Miloge jo phir se to ehsaan ho
Hai chaahat yehi ab hai hasrat yehi
 
Tanhaiyaan haan
Tune kyun di hain bewajah re
Ruswaiyaan haan
Tune kyun di hain bewajah re
Behchaniyaan
Tune kyun di hain bewajah re
Khamoshiyaan
Tune kyun di hain bewajah re
 
Unn khwaabon ko main samjhaunga kya
Jin khwaabon mein tu mere aata raha
Unn raahon ko main bataunga kya
Jin raahon pe tu mere sath chala
Yehi soch karke pareshan hai
Unn raaston pe tu kahan kho gayi
 
Tanhaiyaan haan
Tune kyun di hain bewajah re
Ruswaiyaan haan
Tune kyun di hain bewajah re
Behchaniyaan
Tune kyun di hain bewajah re
Khamoshiyaan
Tune kyun di hain bewajah re
 
Jab tak hamari zarurat thi
Tab tak hi kyun yeh mohabbat thi
Jab tak hamari zarurat thi
Tab tak hi kyun yeh mohabbat thi
Jab tak hamari zarurat thi
Tab tak hi kyun yeh mohabbat thi
Jab tak hamari zarurat thi
Tab tak hi kyun yeh mohabbat thi