Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
 
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
Teri baatein chatpat chaat si hain
Teri aankhen Ganga-ghaat si hain
Main ghaat kinare so jaaun…
Phir subha subha jaagun tujhme
 
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
 
Tujhe shehar ghumaaun der talak
Yunhi daayen baayen muda karun
Tujhe scooter pe bitha ke main
Tere saath hawa mein udaa karun
Tujhe shehar ghumaaun der talak
Yunhi daayen baayen muda karun
Tujhe scooter pe bitha ke main
Tere saath hawa mein udaa karun
 
Meri kamar pe tera haath aaye
To bulb ragon mein jal jaaye
Meri saans mein teri saans chale
Main dil ki tarah dhadku tujhme
 
Tu banja gali Banaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
Tu banja gali Banaras ki
Main shaam talak bhatku tujhme
 
Har sunday main Sangam Talkies mein
Tujhe film dikhaaun night show
Filmon ki tarah ik din yun ho
Ban jaau main tera hero
Har sunday main Sangam Talkies mein
Tujhe film dikhaaun night show
Filmon ki tarah ik din yun ho
Ban jaau main tera hero
 
Tera dil behlaaun dance karun
Main yunhi tujhe romance karun
Tere dil mein rahun khushiyon ki tarah
Tu hasey to main jhalkun tujhme
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatkun tujhme
 
Tera dil behlaaun dance karun
Main yunhi tujhe romance karun
Tere dil mein rahun khushiyon ki tarah
Tu hasey to main jhalkun tujhme
Tu banja gali Benaras ki
Main shaam talak bhatkun tujhme