Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Bumboo bumboo bumboo bumboo
	 
	Lag gaya hai bumboo
	Bumboo bumboo bumboo bumboo
	Lag gaya hai bumboo
	Are daftar naukar joru saali
	Sab bumboo hai
	Jhopad patti, janglo chali
	Sab bumboo hai
	Oh chammiya gori ya kaali
	Sab bumboo hai
	Are pappi de ya gaali
	Sab bumboo hai
	 
	Are aajo bajoo, rang biranga
	Upar neeche, padta udta
	Saala bumboo kab lag jaye
	Koi bhi papu bach na paye
	Jisme dum hai bachke dikhaaye
	Are daftar naukar joru saali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Jhopad patti, janglo chali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	 
	Pal mein tola, pal mein maasha
	Jeevan ki mushkil hai bhaasha
	Samjhi to gaya time nikal
	Zara hatke bachke dekhke chal
	Pal mein tola, pal mein maasha
	Jeevan ki mushkil hai bhaasha
	Samjhi to gaya time nikal
	Zara hatke bachke dekhke chal
	Chakkar pe chakkar chalta hai
	Har ek ka number lagta hai
	 
	Chahe kitni jaan bachaye
	Phir bhi bumboo lag hi jaaye
	Jisme dum hai bachke dikhaaye
	Are kajra-gajra, bindi-baali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Andar ho ya baharwali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	 
	Oooo
	Jahaan aankh bachi vahin daam lage
	Are tirth bijuriya kaam lage
	Koi anjaane mein katta hai
	Koi jan bujhke phasta hai
	 
	Oooo
	Jahaan aankh bachi vahin daam lage
	Are tirth bijuriya kaam lage
	Koi anjaane mein katta hai
	Koi jan bujhke phasta hai
	 
	Bumboo dekhe aaj na kal
	Bumboo hai bin mausam ka phal
	Maya hai sab maya hai
	Har mod pe iska saaya hai
	Jisme dum hai bachke dikhaaye
	Are sacha jhootha asli gyaani
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Waiter table paliya thaali
	 
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Oh chammiya gori ya kaali
	Sab bumboo hai
	Are pappi de ya gaali
	Sab bumboo hai
	Are aajo bajoo, rang biranga
	Upar neeche, padta udta
	Saala bumboo kab lag jaye
	Koi bhi papu bach na paye
	Jisme dum hai bachke dikhaaye
	Are daftar naukar joru saali
	 
	Sab bumboo hai
	Are sacha jhootha asli gyaani
	Sab bumboo hai
	Are kajra-gajra, bindi-baali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Andar ho ya baharwali
	Sab bumboo hai
	Sab bumboo hai
	Bumboo bumboo bumboo bumboo
	Lag gaya hai bumboo
	Bumboo bumboo bumboo bumboo
	Lag gaya hai bumboo
	 
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam
	Babam babam bam bam