Come on!
Raat yeh teekhi teekhi si
Kabhi lage yeh bheegi
Dilon ke raaz likhe
Jaane hei kab koi
Barfeeli parton mein hai sharara
Mausam hai dhuaan
Hothon pe sabke hai ik ishara
Par chup hai zubaan
 
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..
 
Cheharon pe chehre hain
Lage na lage par uljha hai tana-bana
Dhoondhta hai koi..
Kohre ki galiyon mein kadmon ka aana-jana
Cheharon pe chehre hain
Lage na lage par uljha hai tana-bana
Dhoondhta hai koi..
Kohre ki galiyon mein kadmon ka aana-jana
Yeh shab yahan ki jo hai shahana
Hai woh bewafa
Shaatir shikaari khud hai nishaana
Kya hai maazra..
 
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..
 
Sab yahan ajnabee
Kahein na kahein ab khud mehakun sabhi
Leharon se hain juda
Kahin na kahin pyaasi hain nadi
Sab yahan ajnabee
Kahein na kahein ab khud mehakun sabhi
Leharon se hain juda
Kahin na kahin pyaasi nadi
Baaki zakhmo ko to chhupale
Karle aa khatta
Thehare samay se lamhein chura ke
Thoda mushkura aa
 
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu..