Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein
 
Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein
 
Pichle mausam se
Dhoop ke kuch qisse
Dil jaa ke le aaye
Aur humko sunaaye
Beeti unn raaton mein jaa jaake jaage
Pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re
 
Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein
 
Ho ho…aa ha…
Bolo kya karein
Naseehatein na maani
Apne bune kahaani
Mashvare na maane
Kya kya kare bahaane
Dil rui ka resha
Tu hawaa jaisa
Teri taraf hi udey
Pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re
 
Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein
 
Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein