Wohi subah, wohi shaam hai
Wohi chehre, wohi naam hain
Wohi dhadkan, wohi roshni bhi
Allah yehi, yehi Ram hai
Phir bhi kyun ajnabi
Phir main kyun main nahi
Phir hai kyun yeh makaan ghar nahi
 
Sautela sa yeh sheher, sautela hai yeh magar
Phir bhi apna hai yeh jahan
Sau jagah jaaye yeh dagar
Sau wajah jaane ki par
Phir bhi jeena ab hai yahan
Sautela sheher hmm, sautela shehar hmm
Sautela sheher hmm
 
Jaage jaage nain ghata re
Bhaage bhaage paanv thake re
Yeh samandar aur yeh ambar nain base re
Phir kyun tu ajnabi
Phir kyun tu tu nahi
Phir hai kyun yeh aashiyan, ghar nahi
 
Oh sautela sa yeh sheher, sautela hai yeh magar
Phir bhi apna hai yeh jahan
Sau jagah jaaye yeh dagar
Sau wajah jaane ki par
Phir bhi jeena ab hai yahan
Sautela sheher hmm, sautela shehar hmm
Sautela sheher hmm