Aasma kitna sara tha aasma 
Jispe humne tha sab dhara 
Per badal pe tha aaya
Rasta hum the pani ka rasta 
Na kisi se bhi vasta dhoop 
Hi the hum thy saya 
 
Dhuaa esa utha taro 
Se tut ke gira 
Kuwa esa bana rassi 
Se choot ke gira 
Rasta
Pani ka tha jo rasta
Uth gaya ban ke bhap sa 
Mera dhundhla hua saya
 
Aasma
Itna sara tha aasma 
Mit gaya kachche khwab sa
Raat ne mera dil khaya
Dhuaa esa utha taro 
Se tut ke gira 
Kuwa esa bana rassi 
Se choot ke gira 
 
Jal jal ke mudna
Aur dar dar ke udna hua
Kyu hua
Bach bach ke chalna 
Kehna koi sach na  hua 
Kyu hua
 
Hua naraz sa shako se 
Choot ke gira
Jua har har sans ka aanko me
Keel sa gada
Dhuaa esa utha taro 
Se tut ke gira 
Kuwa esa bana rassi 
Se choot ke gira