Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dilko jhuka kar jayenge
Rootah mukkadar hi dar se
Aaj manakar jayenge
Hum jo aye bulaya hai tune
Tera shukriya
Toh phir karde khatam
Yeh jo sarhad hai
Humare darmiyaan
Meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan
 
Aaj ye thaani hai
Haan ji haan maine
Aaj yeh thaani hai
Ho tere darpe baha doon
Aankh mein jitna mere paani hai
Ghamkhar tujhsa nahi hai
Dekhli karke nadaniya
Barso ke qaid lamhon mein tu
Panaah toh hai azaadiyan
 
Meri fitratein hai gunaah karna
Teri aadat hai maaf karna
Meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan
Ik anumaan sa chala hai mujhme
Teri khushbu mein mehka hoon main
Sargoshiyan si mujhme khuyi hai
Parindo ki tarah yeh gaun main
 
Sab aar paar dikhne laga hai
Main ban gaya tera ayina
Khud ka hi khudse yun ho gaya
Hai har mod pe saamna
Tere karam se mile sanam se
Khushiyan kadmon thale
Bishi padi hai
Meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan